Bhadant Anand Kausalyayan. Sanskriti ka arth kya hai? Civilization aur culture mein fark. Aag ka aavishkar karne waala samajh ke kisi ko aag deta hai — yeh sanskriti nahi, yeh sabhyata ka ang hai. Sanskriti andar se aati hai — insaan ki antarik uthaan. Ek anpadh insaan bhi agar doosre ki madad karta hai — woh sanskarit hai. Theme: Sanskriti = insaan ka andar se achha hona — baahi taur-tareekon se nahi.