Mangalesh Dabral. Mukhya gaayak ke saath milkar gaane waala sangatkar (accompanist) — woh kabhi mukhya nahi banta, hamesha peeche rehta hai par uske bina sangeet adhura hai. Woh apni awaaz mukhya awaaz mein mila deta hai — khud ko bhool jaata hai. Theme: Sahayak ki mahatva — jo khud ko mitaakar doosre ko uthata hai. Teamwork aur niswartha seva.