Kamleshwar. England ki maharani India aane wali hain. George Pancham ki moorti ki naak toot gayi — har jagah se naak laayi jaati hai par koi fit nahi aati. Aakhir mein ek zinda insaan ki naak kaatne ki soch. Satire on colonial sycophancy — British raj ke baad bhi un ke baap-daada ko pramukhta dena — khud apni naak (izzat) kho di hai. Theme: Deshprem aur aatmsamman ka hadsa — gulami ki manaasikta ka vyangya.