Ramvriksh Benipuri. Ek gaon mein ek budhha bhagat rehta hai. Woh Kabir ka bhakt hai — kheti karta hai par sab anaj Kabir ke khali chalata hai, sirf guzara bhar leta hai. Jab unka beta marta hai, woh rota nahi — geeta-kirtan gata hai, kehta hai aatma mukth ho gayi. Bahut sardi mein bhi praatah-snan karta hai. Sab logon ka man jeeta hai. Theme: Sachchi aastha aur jeevan ka anand — Kabir ke siddhanton par jeena.